Ya abbas, Ya abbas,
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Manqabat teri, Manqabat teri sakeena ko sunayee abbas,
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Aap ke dar pe jabeen jisne jhukayee abbas,
Aap ke dar pe jabeen jisne jhukayee abbas,
Mil gayi arsh, Mil gayi arsh, talak usko, rassai abbas.
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Aap me manto ki aukhaat badhai abbas,
Aap me manto ki aukhaat, badhai, abbas,
Le ke allah, Le ke allah, se har cheez, dilayee abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Ye to bilkul, hai Ali, dekhte hi kehne lage
Ye to bilkul, hai Ali, dekhte, hi kehne lage
Teri tasweer, Teri tasweer, jo nabiyon ko, dikhayi abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Ek taraf rauzaye sheh, ek taraf rauza tera,
Ek taraf rauzaye sheh, ek taraf rauza tera,
Darmiyaan dono ke, Darmiyaan dono ke, Darmiyaan dono ke,
Hai saari khudayee abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Aisi hai batthi, ke paani ko paseena aaya,
Aisi hai batthi, ke paani ko, paseena, aaya,
Jab nazar aapne, jab nazar aapne, paani se milaayee abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Shaam ke soorma, is dar se nahi sote the,
Shaam ke soorma, is dar se, nahi sote the,
Aa na jaaye kahin, Aa na jaaye kahin, shabbir ka bhai abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas
Haath malne ki bhi mohlat na, usko mili asad
Haath malne ki bhi mohlat na, usko mili asad
Lad gaye is, Lad gaye is, tarah Baatil se, ladaayi abbas
Teri aamad ki khushi aisi manayi Abbas